Viewing Profile Of
Zills (14)
Photos (17)
Videos (3)
Testimonials(0)
Blogs(5)
Blog Archive
2008
Advertisements
russian singles
Russian mail order brides
free online dating
hot Russian brides
Approach Women That You See
Ali Rocky - ( 21 Yr ) Male
Whose Online?
Home
|
Login
|
Join
|
Find
|
Groups
Close
Email:
Password:
ali rocky's Blog
Some Happy Tips 4 my own word
Posted: Wed, 14 May 2008
Zindagi hai choti, har pal mein khush raho…
Office me khush reho, ghar mein khush raho…
Aaj paneer nahi hai, dal mein hi khush raho…
Aaj gym jane ka samay nahi, do kadam chal ke he khush raho…
Aaj Dosto ka sath nahi, TV dekh ke hi khush raho…
Ghar ja nahi sakte to phone kar ke hi khush raho…
Aaj koi naraaz hai, uske iss andaz mein bhi khush raho…
Jisse dekh nahi sakte uski awaz mein hi khush raho…
Jisse paa nahi sakte uske yaad mein he khush raho…
Laptop na mila to kya, Desktop mein hi khush raho…
bita hua kal ja chuka hai, usse meeti yaadein hai, unme he khush raho… aane wale pal ka pata nahi…
sapno mein he khush raho…
HASTE HASTE YE PAL BITAENGE, AAJ MEIN HI KHUSH RAHO ZINDAGI HAI CHOTI, HAR PAL KHUSH RAHO...*
Comments (0)
tute dil ki dastan
Posted: Tue, 13 May 2008
Ab kiya likhein hum kagaz per
Ab kiya likhein hum kagaz per
Ab likhne ko kiya baki hai
Ik dil tha su wo tuth giya
Ab lutne ko kiya baki hai
Ik shaks ko hum ne caha tha
Ik reet pe naqsh banaya tha
In reet ke zarun ko hum ne
Phir apne dil main sajaya tha
Wo reet tu kab ki bikhar gay
Wo naqsh kahan ab baki hai
Ab kiya likhein hum kagaz per
Ab likne ko kiya baki hai
Hum jin ko apni nazmoon ka
Unwan banaya karte the
Lafzun ka bana kar taj mehal
Kagaz par sajaya karte the
Wo hum ko akela choor gay
Sab rishtoon se mun murr gay
Ab rishte sare sune hain
Wo piyar kahan ab baki hai
Ab kiya likhein hum kagaz per
Ab likne ko kiya baki hai
Comments (0)
nice blog
Posted: Sat, 10 May 2008
ज़िन्दगी की नज्म अक्सर गुनगुनाया कीजिए
हसीं बनके आप हमेशा मुस्कुराया कीजिए
भूले से भी गम कोई आकर जो दस्तक दे कभी
अनसुना कर दीजिये,भूल जाया कीजिए
गुजारी तमाम उम्र तुमने कल की परछाई मैं
आज को अब मुस्कुराकर गुदगुदाया कीजिए
सादगी भी इतनी कहाँ अच्छी है ए हुज़ूर
तौर तरीके जलवे वाले आजमाया कीजिए
कभी कभी किसी पैरहन की जुम्बिश को
याद करके तार मन के झंझानाया कीजिए
ज़िन्दगी बाकी है अब भी तमन्नाएं मौजूद हैं
तन्हाई मैं नज्म मेरी गुनगुनाया कीजेये .......
alirocky
9971552558
Comments (0)
meaning of frndship
Posted: Sat, 10 May 2008
Meaning of F.R.I.E.N.D.S.H.I.P
”F" is for Fun....That friends share when they are together.
"R" is for Reliability....A true friend is someone that you can always rely on.
"I" is for Interest....Someone who is genuinely interested in you, your fears, joys, and life.
"E" is for Energy....They pick you up when you are down, and give you the energy to go on and believe in yourself.
"N" is for Nothing....Nothing is ever too much, no matter what time it is, night or day.
"D" is for Distance....Although the miles may separate you, a true friend is never far away.
"S" is for Secrets....Your feelings and personal/private thoughts that you can only share with a friend.
"H" is for Happiness....The way I feel when we are together.
"I" is for Inseparable....Through good times and bad, tears and laughter. A friend will always be there for you.
"P" is for Perfect...
U ..............r............my............good..........friend............
Comments (0)
Frnd'ship
Posted: Sat, 10 May 2008
Khushi bhi doston se hai
Gam bhi doston se hai
Takraar bhi doston se hai
Pyar bhi doston se hai
Roothna bhi doston se hai
Manana bhi doston se hai
Baat bhi doston se hai
Misaal bhi doston se hai
Nasha bhi doston se hai
Shaam bhi doston se hai
Zindagi ki shuruvaat bhi doston se hai
Zindagi main mulakaat bhi doston se hai
Mohabbat bhi doston se hai
Inaayat bhi doston se hai
Kaam bhi doston se hai
Naam bhi doston se hai
Khyal bhi doston se hai
Armaan bhi doston se hai
Khvab bhi doston se hai
Maahol bhi doston se hai
Yaadein bhi doston se hai
Mulakaatein bhi doston se hai
Sapne bhi doston se hain
Apne bhi doston se hai
Ya yoon kahoon yaro
Apni to duniya hi doston se hai.
Comments (0)
[Page 1]
[2]
Home
About
Contact
Affiliate Program
FAQ's
Terms
Privacy