| Social | Interests | Professional |
|
|
NIRAT SHAH (JAIN) Aaj bohot arse baad Ishq main kuch likha hai....! Aa jao mere paas, mujhe apni baahon main chupa lo Palkon ke konon main chupe woh ashk tum chura lo Ye udaasiyaan ye bebasi, jo tum ho paas, kuch nahin Dil main machal jaaye kahin, wo khwahishain jaga do Anjaan rahain, ajnabi safar, kab tak main chalun tanha Kat jaayega har rasta, jo tum qadam se qadam mila lo Fiza mehke khushbu se, chaand taare utar aayen wahin Mere dil ke andheron main kahin yoon mehfilain saja do Meri justuju, ho meri aarzoo, na juda raha karo mujhse Mujhe Ishq hai, haan tumse, ab zara sa muskuraa do |
|
Testimonial by neha |
|||||
|
|||||