Viewing Profile Of  
  Actions  



  Advertisements
   
  
  
Close
Email:
Password:
    
UNVERIFIED USER ( What it means ? )
  NIRAT SHAH (JAIN)'s Profile
   0 Photos    0 Videos    2 Testimonials
Social Interests Professional

 
NIRAT SHAH (JAIN)
Aaj bohot arse baad Ishq main kuch likha hai....!

Aa jao mere paas, mujhe apni baahon main chupa lo
Palkon ke konon main chupe woh ashk tum chura lo

Ye udaasiyaan ye bebasi, jo tum ho paas, kuch nahin
Dil main machal jaaye kahin, wo khwahishain jaga do

Anjaan rahain, ajnabi safar, kab tak main chalun tanha
Kat jaayega har rasta, jo tum qadam se qadam mila lo

Fiza mehke khushbu se, chaand taare utar aayen wahin
Mere dil ke andheron main kahin yoon mehfilain saja do

Meri justuju, ho meri aarzoo, na juda raha karo mujhse
Mujhe Ishq hai, haan tumse, ab zara sa muskuraa do
Phone
 09825043780
HomeTown
 VADODARA
City (Living Now)
 VADODARA
State
 GUJRAT ( India)
DOB
 6 March, 1983
Status
 Single,
Here For
 Friends, Dating Women, Relationship Women, Business Networking,
Speaks
 HINDI,GUJRATI,
Religion
 JAIN
You Smoke
 No
You Drink
 No
HomePage
 
  Interests
Interests good poyam
Phoolo Se Achhi Us Ki Khushbu,
Kaliyo Se Pyaari Uski Muskaan,

Sitaaro Sa Chamakta Hua Chehra,
Koyal Si Meethi Zabaan,

Chaand Bhi Chhoup Jaye Ye Keh K,
Aaasmaan Pe Ab Kya Mera Kaam,

Chandni To Aa Nikli Zameen Se,
Kaisi Hai Ye Qudrat Ki Shaan,

Fursat Se Banaya Hoga Rub Ne,
Farishto Ka Nahi Ye Kaam,

Mitti Se Bane Hai Hum Sab,
Us Main Sone Ko Milaaya Hoga,

Pholoon Ne Bhi Hasrat Se Dekha Hoga,
Pariyo Se Sunder Ye Insaan,

Alfaaz Bhi Kum Parte Hai Kehne ke liye...
 
Movies Hum Dil De Chuke Sanam,Sagam,LocKargil,Titanic,Palharbar, 
Music Old & New 
TV Programs Comedis,News,Game 
Books no 

  Testimonial by YOGY

क्यूं कहते हो मेरे साथ कुछ भी बेहतर नही होता
सच ये है के जैसा चाहो वैसा नही होता
कोई सह लेता है कोई कह लेता है क्यूँकी ग़म कभी ज़िंदगी से बढ़ कर नही होता
आज अपनो ने ही सीखा दिया हमे
यहाँ ठोकर देने वाला हैर पत्थर नही होता
क्यूं ज़िंदगी की मुश्क़िलो से हारे बैठे हो
इसके बिना कोई मंज़िल, कोई सफ़र नही होता
कोई तेरे साथ नही है तो भी ग़म ना कर
ख़ुद से बढ़ कर कोई दुनिया में हमसफ़र नही होता!!!

  Testimonial by neha

Ek Masoom Ki Mohabbat Ka Bas Itna Sa Fasana Hai,
Kagaj Ki Haweli Hai,
Barish Ka Jamana Hai,
Kya Shart-E-Mohabbat Hai,
Kya Shart-E-Jamana Hai.
Aawaj Bhi Zakhmi Hai
Aur Wo Geet Bhi Gana Hai.
Us Par Utarne Ki Ummeed Bahut Kam Hai,
Kashti Bhi Purani Hai,
Toofan Ko Bhi AAna Hai.
Samjhe Ya Na Samjhe Wo Andaz Mohabbat Ke,
Ek Khas Shaks Ko Aankho Se Ek Sher Sunana Hai.
Bholi SI Ada,
Koi Fir Ishq Ki Zid Per hai.
FIR AAG KA DARIYA HAI AUR DOB KE PAAR JANA HAI
  NIRAT SHAH's Network (169)
  Groups of NIRAT SHAH (11)

 
Home  About  Contact  Affiliate Program  FAQ's  Terms  Privacy


0.034252166748